Famous Dialogues from Movie – Tera Jadoo Chal Gayaa (2000)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Tera Jadoo Chal Gayaa released in year 2000

Pasand cheez hi aaisi hai joh waqt ke saath badal jaati hai … lekin pyar kabhi nahi badalta

by Farida Jalal
categorised in World & Universe
and also in Time, Romance
——-

Is duniya mein woh log bahut badkismat hote hai jinhe kisi ka pyar nahi milta … lekin usse bhi zyada badkismat woh log hote hai jinhe pyar toh milta hai … lekin uski kadar nahi karte, usse kho dete hai

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Gaane toh ban jaate hai … halaat se sur janam lete hai aur jazbaat se bol ban jaate hai

by Abhishek Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Music
——-

Ishq agar sacha ho toh qayamat tak zinda rehta hai

by Abhishek Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Romance, Truth & Honesty
——-

Kabhi usse shaadi nahi karni chahiye jisse tum pyar karti ho … balki shaadi usse karni chahiye joh tumhe pyar karta ho

by Farida Jalal
categorised in World & Universe
and also in Marriage & Wedding, Romance, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Tera Jadoo Chal Gayaa (genre: Romance) from 2000, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *