Famous Dialogues from Movie – Tarkieb (2000)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Tarkieb released in year 2000

Bahut khoobsurat hai aankhen tumhari … bana dijiye inko kismat hamari … usse aur kya chahiye zindagi mein … jisse mil gayi hai mohabbat tumhari

by Milind Soman
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance, Luck & Destiny
——-

Hamere baad mehfil mein afsane bayan honge … baharen humko dhoondengi, na jaane hum kahan honge

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Weather
——-

Meri nigaah ne yeh kaisa khawab dekha hai … zameen pe chalta hua mehtab dekha hai

by Milind Soman
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Dreams, Romance
——-

Yeh businessman bade matlabi hote hai … inka hasna ya rona business hota hai, inka bolna ya khamosh rehna business hota hai, inka yaad rakhna business hota hai, bhool jana business hota hai

by Milind Soman
categorised in World & Universe
and also in Business
——-

Hum businessman kisi ko maarte hai toh business ke liye … aur kisi ko zinda rakhte hai toh business ke liye

by Aditya Pancholi
categorised in World & Universe
and also in Business
——-

Kya haath paya hai, saare ke saare devi devtaon ka saath hai … rahu ketu ka ghulam hai, wahan shani ka kya kaam hai

by Tiku Talsania
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Religion & God, World & Universe
——-

Pyar ki aahuti hi pyar ko amar bana deti hai

by Tabu
categorised in World & Universe
and also in Romance

In case there are some dialogues missed from the movie Tarkieb (genre: Thriller, Thriller) from 2000, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *