Famous Dialogues from Movie – Refugee (2000)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Refugee released in year 2000

Janwaro pe bharosa kiya ja sakta hai … insaano par nahi

by Jackie Shroff
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Drama
——-

School kabhi gaya nahi … par zindagi har roz ek naya sabak sikhati hai

by Abhishek Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Tumne mujhe zindagi ke woh haseen khwab kyun dikhaye … jiske tootne par mere andhar ka insaan hi toot gaya

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Dreams, Life, Romance
——-

Shaadi ke bagair mohabbat gunaah hai

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Marriage & Wedding, Romance, Crime
——-

Haddiyan toh kabhi na kabhi judh hi jayengi … magar mere andhar joh kuch bhi toota hai na … woh kabhi nahi judhega

by Abhishek Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Mohabbat karne waale … kabhi mohabbat ke dushman nahi hote

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Romance, Enemy
——-

Insaan itna ghatiya janwar hai … ki waqt padhne par khuda ki zaat se bhi inkaar karde

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Animals & Birds, Drama
——-

Insaan duniya ka sabse ghatiya janwar hai

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, World & Universe, Drama
——-

Zindagi bas ek safar hai … sacha ghar toh sabka ek hi hai … upar waale ka

by Abhishek Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Life, House, Religion & God
——-

Main awaara aur badmaash bardaasht kar sakta hoon … lekin gaddar kabhi nahi

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Drama
——-

Tere huzoor se sab sharmsar hokar chale … shikar karne ko aaye the, shikaar hokar chale

categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Gham aur thakaan ka mel … jaanlewa hota hai

by Abhishek Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Sadness, Life, Drama
——-

Fauji ka ek haath pada na … toh che foot ka aadmi dedh foot ka hokar reh jaata hai

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Gehre pani mein utarne ke baad … doobne se ghabrana bekaar hai

by Sudesh Berry
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Drama
——-

Aadmi jab bahut khush hota hai … roh deta hai

by Abhishek Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Happiness, Drama
——-

Dosti ki tarah dushmani bhi ek tarfa nahi hoti … dono taraf se hoti hai

by Jackie Shroff
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Friendship, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Refugee (genre: Drama, Romance) from 2000, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *